Zindagi tu ab

Zindagi tu ab
Zindagi tu ab aur kya dikhaygi mujhe,Ab teri sangat na raas aayegi mujhe,Na koi humraaz na koi humdum hai mera,Tu bhi jald hi chhod jayegi mujhe.
  

Jan, 25 2012     145 chars (1 sms)     946 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Chale b aao hum tumse pyar karte hai,ye wo gunah hai jo hum bar bar karte hai, jala ke Rahe mohabat me hasrato k chirag,bus sada tere ane ka intezar karte hai.
Hum na hote to, Kisi aur ke charche hote, Na hota jo yeh ishq, To koi aur gham ke bahaane hote...
ISS PATHAR KI DUNIYA MEIN AKSAR DIL TOOT JAYA KARTE HAIN, AANKHEN BHI SAMBHAL KAR BANDH KARNA MERE DOST PALKO KE BICH BHI SAPNE TOT JAYA KARTE HAI. ..
Ulfat ka aksar ye dastur hota hai, jise chaho wahi dur hota hai,dil tut ke bikharta hai iss kadar jaise kaanch ka koi khilona churchur hota hai..
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi, Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi, Kar ke mohabbat koi nahi bachega, Aur jo bachega use tanhai mar dalegi.
Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi, gaye woh din jab humne unse umeed rakha Aaj yeh khoob ho gaya ki humain mohabbat se nafrat ho gayi
Kya Hu Me Or Kya Smjte He Muje Zmane Wale,Sab Raz Nhi Hote Batane Wale,Kbi Tnhaiyo Me Aakr Dekhna,Kese Rote He Sbko Hsane Wale
dard e dil kisko batayein hume yahan har doosra diljala mil jata hai kambaqt yeah tera chehra humein ab sharab mein bhi nazar aata hai sochta hoon dil badal loon lekin har dil mein tera ehsaas mil jata hai
Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, Muskura kar dil ko be qarar na kijiye, Phool bhi de jate hai zakhm gehra kabhi kabhi, Har phool par yu aetbaar na kijiye..
Kon Roke Ga In Behte Ashqo Ko Aaj, Rulana To Aadt H Zmane Ki, 1eHi Shakhs Thi Jo Tham Leti Thi HumKo, UsKo B Aadt Ho Gyi H Hme Azmane ki.
Me Sochta hu ye pyar ka pagalpan chhod du,Dil ka rista 1 pal me tod du,muje to bas ye samaj me nahi aata ki, Mere is tute huye dil ko or me kitna todu.
Waqt kehta hai fir na aaunga.teri aankho ko ab na rulaunga.jeena hai to is pal ko jee le.shayd main kal tak na ruk paunga