Zakham Kuch Aise

Zakham Kuch Aise
Zakham Kuch Aise Diye Hain Usne, Jis par Koi Marham Kaam Na Aaya, Tadap Tadap kar Jaan Gava Baithe Hum, Par Zubaan Par Kabhi Uska Naam Na Aaya.
  

Jan, 25 2012     143 chars (1 sms)     995 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Sambhaalne se sambhal jayega sab, guzara waqt na aane dena tum ab, bhulana nahi to yaad bhi na karna, kisi ke pyar me khud ko yun barbaad na karna.
Logon ko kehte sunna aksar 'zinda rahe to phirr milenge'?. Magar iss dil ne mehsoos kiya hai , 'pal pal milte rahe to zinda rahenge'?
Zindagi ek chahat ka silsila hai, Koi mil gaya hai, koi bichud gaya hai, Jise maanga tha humne apni yaadon mein, Who kisi ko bina maange hi mil gaye.
Aarzu yeh nahi k gum ka tufan tal jye,Fikr to yeh hai k tumhara dil na badal jye,Kabhi bi mujh ko agr bhulna chaho tum,To drd itna dena k mera dm nikl jye.
ye arzoo hay wafa ban k taray sath rahoon dharktay dil ki sada ban k taray sath rahoon meray laboon se jisay mout bhi na cheen sakay wo zindagi ki dua ban k taray sath rahoon...............
Dard ko aksar baandha hai maine muskurahat me,Shayad Bebas ho kar hi ye Ehsaas Mere naghmon me utar jaate hain.
hum dosti main hadsy ghuzar jayege ye zindage aap k naam kar jayege aap roya karen humin yaad kar k.. kion k hum aap k daman main itna piyar choor jayege
Tanhaiyon ne jab bhi unhe sataya hoga,Tab tab unhe mera khayal aya hoga,Gam ye nahi ki wo bhool gaye hume,Gam ye hai ki ro-ro k bhulaya hoga
Unhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jaye To Acha Hai Tumhari Chahate Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai
Khuda ki rehmat sare sansar par barse,mere hisse ki rehmat mere yar par barse,ya khuda mujhe kar dena pani agar mera yar kabhi pyas se tarse
meri baat sun, teri aankhon mein jo ek ashque aa gaya yakeen kar oh bewafa , woh tujhe wafa bana gaya
Gehri thi Raat Lekin Hm Khoye Nhi.. Drd Baut Ta Dil Me, Pr Hm Roye Nhi.. Koi Nhi Hmara Jo Puche Hmse.. Jag Rhe Ho Kisi K Liye Ya Kisi K Lye Soe nahi..