MERI KHAMOSHI

MERI KHAMOSHI
MERI KHAMOSHI THI JO SEH GAYI,USKI YADEIN HI AB IS DIL ME REH GAYI,THI SHAYAD USKI BHI KOI MAJBURI,JO MERI ZINDAGI KI KAHANI ADHURI REH GAYI.
  

Jan, 24 2012     141 chars (1 sms)     11926 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai, pyas bujhti nahi ki barsat guzar jati hai. “Apni yaado se kehdo ki yu na aaya kare, neend aati nahi aur raat guzar jati hai”.
Piyas Aesi K Pee Jaon Aankain uski Naseeb Aesa K Hasil Zehar B Nahi Wafain Koi Hum Se SeekeJ ise Toot K Chaha Use Khabar Nahi
Hakikat k roop me khwab banta gya,Jaise jaise wo chehra kitab banta gya,Usne kaha pani acha lagta h,Fir mere ashqo ka talaab banta gya
Jab B yad karo pyar se karna, jab B muskurana dil khol k muskurana, jab B rona zara kam rona, magar jab kisi ka dil todna ho zara nahi bahot bahot sochke todn
Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai jisme beeta hua kal nazar aata hai bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai
Jinhe Dekhne K Liye Hum Jiye Ja Rhe H Wo Parde Pe Parde Kiye Ja Rhe H Tajjub He Yaro Hum Mare To Nhi Pr Wo Kfan Pe Kfan Siye Ja Rhe h
Raat kya dhali, sitare chale gaye Gairon se kiya gila ,to apne chale gaye jeet to sakte the hum ishq ki baazi , par aap jit-te gaye hum har-te chale gaye
MAANA KI AAJ HAMARE SAATH KOI DILDAAR NAHIN, LEKIN YE MAT SAMAJHNA KI HAMEIN KISI SE PYAR NAHIN, KISMAT NE SAB KUCHH DIYA HAMEN, SIRF DIYA HAMARA WOH YAAR NAHIN.
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hun
Tadap Uthte Hai Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hai Hame Barbaad Karke, Ab To Itna Hi Talluk Rah Gaya Hai, Ki Ro Lete Hai Unhe Yaad Karke
BOTAL CHHUPA DO KAFAN MEIN MERE... SHAMSHAN MEIN PIYA KARUNGA... JAB MANGEGA HISAAB KHUDA TO, PEG BANA KE DIYA KARUNGA.
Muskura do jara khuda ke vaste, shama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya gum hai, hum tumhare to hain ye kya kum hai?