Aansu ki bundo

Aansu ki bundo
Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya
  

Jan, 24 2012     159 chars (1 sms)     1002 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kuch Log Aakhir Tak Wafadar Nhi Hote Saath Chalne Wale Bhi Hamsafer Nhi Hote Kitna Khoaf Hota Hai Sham Ke Anderon Mein Poch Unn Parindon Se Jinke Ghar Nhi Hote
Kuch uljhe hue swalon se drta he dil,na jane tnhai me bikhrta hai dil,unko pane ka khayal koi bdi bat nhi bs unko kho dene ke khayal se drta hai dil.
dil na milte to mulakat aduri rehti baat to hoti magar baat adhuri rehti shukriya tera tere aanese ronak to badhi nahi to yeh mehfil ek jasbat aduri rehti tune apne daman mein chupaye mere aasu nahi to akho ki barsaat adhuri rehti
Zahar Deta Hai Mujhe , Koi Dava De-Ta Hai Jo Bhi Milta Hai Mere Gum Ko Bada Deta Hai
Ishq pane ki tamanna me,Kabhi kabhi zindagi khilona ban jati he,Jise dil me basana chahte he,Wo surat sirf yaad bankar reh jati he.
Meri Mayat Ko Jab Uthane Ki Bat Hogi, Har Ankh Se Ansu Ki Barsat Hogi, Aap Muskra Kar 1 Phool Rakh Dena Meri Hatheli Par, Jate Jate Apki Koi Nishani To Mere Sath Hogi
Pyaar sikhakar woh juda ho gaye,Na socha na samjha bas khafa ho gaye,Ab kisko hum apna kahe..,woh bhi auro ki tarah bewafa ho gaye...
AYE MERA JANAZA UTHANE WAALO, DEKHNA KOI BEWAFA PAAS NA HO,AGAR HO TO USSE KEHNA, AAJ TO KHUSHI KA MAUKA HAI TU UDAAS NA HO.
Suhana mosam tha or hawa me nami thi,Ansu ki behti nadi abhi-abi thami thi,Milna to hum bi chahte the par,Unke pas waqt or humare pas sanso ki kami thi !
In udaas muskhurahato ke peeche gam ki kitni raile hai Ab yaar tumhe kya bataye ki tum bin kitne akele hai.
Hr bar unki salamti ki dua krnge,Unki arzo me apni hsti fanh karenge,O chahe damn bachle humse,Lekin hum marte dum tak unse wafa krenge.
BICHHARTE WAQT US NE KAHA THA,NA SAWAAL KARNA NA JAWAB MILE GA,MUJHE BHOOL JAANA QARAAR MILE GA,HUM US MUQAAM PER THAY,NA SAWAAL KIYA NA JAWAB MILA,NA BHOOL SAKE NA QARAAR MILA.