DOST TO MILENGE

DOST TO MILENGE
DOST TO MILENGE HAR RAH PAR HAR DAGAR PAR, PAR NA KARNA KISI AJNABI PAR AITBAAR BHOOLKAR, DOST TO BANA LETA HAI HAR KOI, LEKIN NIBHA PAATE HAI KOI KOI.
  

Jan, 24 2012     151 chars (1 sms)     971 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Apni jindgi mein mujhe sharik samjna,koi gam ayeto karib samjna,de saku muskrahat ansuon ke badle mein,hazaron dosto mein thoda aziz samjna.
Najar hamhari...Najar tumhari...Najar ne dil ki Najar utari...Najar ne dekha Najar ko aisy...keNajar na lage"DOSTI"ko hamari.
Zindgai udaas hone ka naam nahi,,,,,,, Dosti sirf paas hone ka naam nahi, Agar tum door reh kar bhi hame yaad rakho,,,,,,, is se badkar hame koi enaam nahi
Sekado saal intazar kiya to phool aur phal mile hajaro saal kiya to pariwar mila lakho saal kiya to duniya mili mager aap jaisa dost aaj karodo saal baad mila.
Takdir k rang kitne ajib hain. Anjane rishte hain fir b karib hain.Har kisiko dost aapke jaisa nahi milta. Mujhe aap mile ye mera nasib hai
Milte he ache dost sirf khushnasibo ko Isliye humari kismat se jalna chod dijiyeTamana ho agar humre dost se milne ki to jaker aina dekh lo
Waqt ki raho me aap bhula de chahe hume,par hum aapko bhula na payenge,teri dosti ki kasam ye dost,tu aawaz bhi de sapane me,hum hakikat me chale aayenge
Vishwas ki ek dori hai dosti,Betab dil ki majburi hai dosti,Na mano to kuch nahi aur mano to BHAGWAN ki bhi kamzori hai dosti..
Dil ki aag ko aansuo se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi dost mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge.
Rishton ki duniye hai nirali.. sab Rishoton say pyairee hai dosti tumhari.. Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree.. Agar AA jaaye muskaan hont pe tumahari......
Rab se apki Khushi mangte hai , duaon me aapki hansi mangate hai Sochate hai kya mange aapse?Chalo aapse aapki umar bhar Ki dosti mangte hai....
Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain,Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain…Hum to marenge aap ki baahon mein,Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain