Kis kadar khoob

Kis kadar khoob
Kis kadar khoob thi SADGI aapki, Aaj bhi yaad hai DOSTI aapki.Jab bhi fursat ke lamhe mile hai hame,HUMNE mehsus ki hai kami aapki.
  

Jan, 24 2012     131 chars (1 sms)     1120 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Apni jindgi me mujhe sharif samajna koi gam aaye to karib samajna de denge muskurahat ansoon K badle magar hazaro Dosto me thoda aziz samajna
Chahnewalo kabhi apna b jamana thaSara saher kabhi apna b diwana thaTum to karte ho dosto se dostiApna to dushmno se b yarana tha.
Suna hai asar hota hai baaton me tum chahe bhul jao 2 4 mulakato me par humse ruth karjaoge kaha tumhari dosti ki lakirein hai in hatho me
Dosti yaqeen par tiki hoti h,ye dewar badi muskil se khadi hoti h, fursat mile to padna kitab risto ki,dosti khoon k rishte se badi hoti hai
Dosti ka rishata aakh aur ugali ke jaysa hota hai. Ugali ko jab chot lagati hai. To aakh roti hai! Aur aakh jab roti hai. Tab ugali aasu pochati hai.
Jo asani se mile woh hai ghum,jo mushkil se mile woh hai paisa,jo kisi kisi ko mile woh hai pyar,jo naseebwalon ko mile woh hai aap jaisa yaar..!
Kahne ko Hamare pas shabd nahi he, Bhejne ko naye sms nahi he, par Dilse ek bat Jarur ati he,Apna khyal Rakhiyega,Q ki Hamare pas aap Jaisa dusra DOST Nahi he
Shikwe bhi honge humse. Shikayte bhi hongi humse par dosto se gila nahi karate, ache nahi bure sahi par hum jaise dost mila nahi karte .
Dilo ko khareedne wale hazar mil jayege, aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege, milega na aapko hum jesa koi, milne ko to dost beshumar mil jayege.
Kuch ehsaso k saye dil ko chu jate hai, kuch manzar dil me utar jate hai, bejan gulshan me bhi phool khil jate hai,jab zindagi me ap jaise apne mil jate hai.
Dosti bina zindagi viran hoti hai akele har rah sunsan hoti hai ek pyare dost ka hona zaruri hai kyonki dosti se har mushkil aasan hoti hai
Ye duriyan ajib si lagti hai, apni baat hue muddat si lagti hai. Jab sochte hai zindgi ke baare main, aapki 'DOSTI' ek zarurat si lagti hai..