Teri dosti ne Zindgi ko Ek Maksad diya hai.Har Sukh-Dukh me Maine Tera ehsaas kiya hai.Jab bhi Jhapke Palak Teri to Samaj lenais dost ne yaad kiya hai.
Saato aasman ki sair hum kar aaye, har ek taare se Dosti kar aaye, Ek TARA khas tha jise hum saath le aaye, Warma aap sochiye aap is zamane par kaise aaye
DURIYO SE FARAK NAHI PADHTA HAI. BAT TO DIL KI NAZDIKIYO SE HOTI HAI, DOSTI TO AAP JAISE KUCH KHAS LOAGON SE HAI VARNA MULAKAT TO JANE ROZ KITNO SE HOTI HAI.