mazloom ki anho

mazloom ki anho
mazloom ki anho ke nisane nahi baithe, jalim ke abhi hosh theekane nahi baithe, our jo waqat ne aise bhi maoke hame bakhshe hai, hum fir bhi buzurgo ke shirhane nahi baithe,
  

Jan, 24 2012     173 chars (2 sms)     2016 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti mujhe aisi nibhana ki,Dekhne vale bhi dang rah jayen,Khuda bhi aake tumse poochhe ki,"Kya hum bhi tumhare dost ban jayen?".
Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Dosto ke liye Dosti Saugat hogi, Naye logo ke liye nayi baat hogi, Hum Har hal me muskurate rahenge, Agar tumhari dosti yuhi saath hogi.
Dard jitna saha jaye utna hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna, Milte hain hamare jaise dost bahut kam, Isline humse 'Kabhi Alvida Na Kehna'
Thoda socha humne, Thoda jaana humne. Mushkil se magar pehchana humne. Koi aap jaisa na tha, na hoga isliye dost aapko mana hai humne..
laut jati hai jindagi gum hamara dekh kar, jaise laut jati hai lahere kinara dekh kar , mere janaje ko kandha na dena tum , kahi phir jinda na ho jau tera sahara dekh kar.
Kabhi badli hui takdir nazar ati hai, yado ki bas ek zanjir nazar ati hai , pade bhi to kya pade yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai
Dost ko apni palko pe bithalo,Dekar khushi dost k sare gum churalo,Dosti esi karo ki sab dekte reh jayeKhud ake kahe ki hume b dost banalo
ISHQ ME DIL KA TAMASHA DEKHA NAHI JATA, HUMSE TUTA HUA SHISHA DEKHA NAHI JATA, APNE HISSE KI KHUSHIYA BHI TUJHE DE DUN, TERA UTRA HUA CHERA DEKHA NAHI JATA!
Saathi sirf woh nahi hota jo jeevan bhar saath nibhaye; Saathi to woh bhi hai jo jivan ke kuch palon mein bhi jeevan bhar ka saath de jaaye.
Khushiyo par fizao ka pehra he,na jane kis umeed pe dil thehra he,teri ankho se jhalakte dard ki kasam,ye dosti ka rishta aap se gehra he..
Paigam to ek bahana tha, Irada to apko yaad delana tha, Aap yaad kre ya na kre koi baat nahi, Par aapki yaad aati hai bas itna hi btana tha.