Na rahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge Apki Ek Khushi Ki Khati Anso Tak Baha Denge Kabhi Na Bholenge Apki Dosti Ko Hum Dor Reh Kar B Apko Dil Se Dua Denge
GUJRI HUI ZINDGI KO KABHI YAAD NA KARO TAQDEER MAIN JO LIKHA HAI USKI FARIYAAD NA KARO JO HÖNA HAI VO HO KAR RAHEGA AAP FIKRA ME APNI HANSI BARBAAD NA KARO .
Pyaar or dosti me itna fark paya hai,Pyar ne sahara diya,dost ne sath nibhaya hai,Kis rishte ko gehra kahu yaaro,Ek ne di zindgi to dusre ne jina sikhaya hai.
Dosti duniya ki wo khushi hai,jiski jarurat har kisi ko hui hai,gujar k dekho kabhi akele zindgi,Fir khud jaan jaoge ki dosti ke bina zindgi bhi adhuri hai