Yari re, yari re, yari re, yari re, yari re
Chehre pe din hai julfo me raat hai
Hey hey hey chehre pe din hai julfo me raat hai
Aap toh aap hai, aap toh aap hai
Aap ki kya bat hai
Aap kaa husn chalo sab se alag thehra
Aap kaa husn chalo sab se alag thehra
Aashiq naa ho toh phir kya badi bat hai
Aashiq naa ho toh phir kya badi bat hai
Yari re..
Chehre pe din hai julfo me raat hai
Aap toh aap hai, aap toh aap hai
Aap ki kya bat hai
Hey hey hey hey hey hey hey
Yari re, yari re, yari re, yari re, yari re
Husn apnee jagah hai aashiq ho ya naa ho
Kudrat ham pe fida hai, koyi phir ho naa ho
Ho chhupa sagar me phir woh moti bhi kya
Naa jale dipak me phir woh jyoti bhi kya
Hota naa husn toh phir karte tum ishq kya
Hota naa husn toh phir karte tum ishq kya
Yari re, yari re, yari re, yari re, yari re
O mitti ki murat me tauba kitna gurur
O mitti ki murat me tauba kitna gurur
Khud pe hi itrate hai kaisa hai yeh surur
Chandni naa ho toh hota phir chand kya
Mithi naa ho dhun toh hota phir saajh kya
Parwane naa ho toh phir shama ka husn kya
O parwane naa ho toh phir shama ka husn kya
Yari re, yari re, yari re, yari re, yari re
Chehre pe din hai julfo me raat hai
O chehre pe din hai julfo me raat hai
Aap toh aap hai, aap toh aap hai
Aap ki kya bat hai
Yari re, yari re, yari re, yari re, yari re..
Song Details
- Movie
- Baaz: A Bird In Danger
- Artist
- Ismail Darbar
- Music Directory
- Ismail Darbar
- Music Label
- BMG Crescendo
- Singers
- Sukhwinder Singh