Sannate Mein Ek Shor By Ismail Darbar

Sannate me ek shor sunai deta hai deta hai
Sannate me ek shor sunai deta hai
Sannate me ek shor sunayi deta hai
Tanhayi me mujhase koi kuchh kehta hai
Tanhayi me mujhase koi kuchh kehta hai
Yeh jo ajab si duniya hai
Yeh jo ajab si duniya hai
Yahi toh meree duniya hai
Sannate me ek shor sunayi deta hai

Jo panchi udd na paye, woh hi mere sathi hai
Masle huye phoolo ki, khushbu mujhe lubhati hai
Roshni chubhti hai aankho ko, andhero se dosti hai
Sannate me ek shor sunayi deta hai
Tanhayi me mujhse koi kuchh kehta hai
Tanhayi me mujhse koi kuchh kehta hai
Yeh jo ajab si duniya hai, yeh jo ajab si duniya hai
Yahi toh meree duniya hai, yahi toh meree duniya hai
Sannate me ek shor sunayi deta hai..

Song Details
Movie
Baaz: A Bird In Danger
Artist
Ismail Darbar
Music Directory
Ismail Darbar
Music Label
BMG Crescendo
Singers
Sunidhi Chauhan
Lyricist
Mehboob Alam Kotwal

more lyrics from Baaz

Arre Arre Jala Koi
Aye Subah
Chehre Pe Din Hai
Sannate Mein Ek Shor