Bahut Betaqalluf By Govind Ram

Bahut betaqalluf huye ja rahe hai
Hai hai hai
Bahut betaqalluf huye ja rahe hai
Jo mehman banke hai aaye hamare
Jo mehman banke hai aaye hamare
Labho pe hai halki si ek muskurahat
Adao mein soki nigah mein ishare
Adao mein soki nigah mein ishare
Dil cheena tirchi najar se
Dil ka ikrar karte ho
Tum bebsi ka
Bholi si bate sunate sunate
Wo le aaye saath hamko dariya kinare
Wo le aaye saath hamko dariya kinare

Jawab hai khamoshi
Dil bhi hai majboor
Jawab hai khamoshi
Dil bhi hai majbur, kyun
Mohabbat ki duniya ka yahi hai dastur
Agar puchana ho kaho dil se puche
Sun jo kehte hai naina hamare
Sun jo kehte hai naina hamare

Hame dil pe nahi ikhatiyar
Na apni aankho pe hai aitbar
Lo kehti hu khakar kasam pyar ki
Ye dil bhi tumhara hai
Ham bhi tumhare
Ye dil bhi tumhara hai
Ham bhi tumhare...

Song Details
Movie
Ghar Ki Izzat
Artist
Govind Ram
Music Directory
Govind Ram
Music Label
Saregama
Singers
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Lyricist
Ishwar Chandra Kapoor

more lyrics from Ghar Ki Izzat

Aankho Se Aankho Ko
Baag Mein Koyaliya
Bahut Betaqalluf
Bane Hain Hum
Boot Polish Karawaa Le Baabu
Fariyad Meri Sun Le
Meri Duniya Ke Garibo
Sari Duniya Ke Sartaj
Wah Re Zamane