Bane hai ham to ghar jamai
Bane hai ham to ghar jamai
Ghar jamai bankar hamne ye ijat payi
Bane hai ham to ghar jamai
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar
Ha ho jasu tyar
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Ha biwi ki salwar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Banke dhobi karu ishtri
Ye hai meri kamai
Bane hai ham to ghar jamai
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Apni tankha paye
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Ham lalchai najaro se unko dekhe jaye
Ham lalchai najaro se unko dekhe jaye
Jeb mein mere nahi ke payi
Jeb mein mere nahi ke payi
Bane hai ham to ghar jamai
Kabhi jo saas kahe bajar se sauda la de
Kabhi jo saas kahe bajar se sauda la de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Yahi hatho ki hai safai
Bane hai ham to ghar jamai
Ghar jamai banana hai to baaat meri ek mano
Ghar jamai banana hai to baaat meri ek mano
Saas sipai sasur daroga
Joru afsar jano
Phir milegi tumko dud malai
Milegi tumko dud malai
Dudh malai khake hamne ye hai sehat payi
Bane hai ham to ghar jamai...
Song Details
- Movie
- Ghar Ki Izzat
- Artist
- Govind Ram
- Music Directory
- Govind Ram
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Ram Kamlani
- Lyricist
- Ishwar Chandra Kapoor