Ye na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate,
Yahi itazaar hotaa
Ye na thi
Ye na thi hamaari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate,
Yahi itazaar hotaa
Ye na thi, ye na thi
Ye na thi hamari kismat
Tere waade par jiye ham,
To ye jaan jhuth jaana
Tere waade par jiye ham,
To ye jaan jhuth jaana
Ke khushi se mar na jaate,
Agar etabaar hota
Ye na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate,
Yahi itazaar hota
Ye na thi, ye na thi
Ye na thi hamari kismat
Hue mar ke ham jo rusawa
Hue kyun na gharq e daraya
Hue mar ke ham jo rusawa
Hue kyun na gharq e daraya
Na kabhi janaza uthata
Na kahi mazar hota
Na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Ye na thi, ye na thi
Ye na thi hamari kismat
Koi mere dil se puchhe
Tere tir e nim kash ko
Ye khalish kahan se hoti
Jo jigar ke paar hotaa...
Song Details
- Movie
- Mirza Ghalib
- Artist
- Ghulam Mohammed
- Music Directory
- Ghulam Mohammed
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
- Lyricist
- Mirza Ghalib