Dum Hai Baaki Toh Gham Nahin By Sachin Dev Burman

Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi

Aankh wo kya dil hi wo kya
Jo na kare koi khata
Aankh wo kya dil hi wo kya
Jo na kare koi khata
Hath badha saj utha dunia ko
Gum kare apni bala
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi

Kal ke liye aaj na dhal
Dil se mita gum ka asar
Kal ke liye aaj na dhal
Dil se mita gum ka asar
Soch na kar aah na bhar
Aanhko me basera kar dil me utar
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi

Rut ha ijawa waqt hasi
Jashn rahe aaj yahi
Rut ha ijawa waqt hasi
Jashn rahe aaj yahi
Pal ka yakin hamko nahi
Tham hi na jaye kahi ghumti jami
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi...

Song Details
Movie
House Number 44
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Sahir Ludhianvi

more lyrics from House Number 44

Aag Lagi Bangale Me
Chup Hai Dharti
Dekh Idhar O Jaadugar
Dum Hai Baaki Toh Gham Nahin
Phaili Hui Hai Sapnon Ki Baahen
Pichhe Pichhe Aa Kar
Teri Duniya Mein Jeene Se
Unche Sur Mein Gaaye Ja