Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Dunia ke bazar me apna band bajaye ja
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Dunia ke bazar me apna band bajaye ja
Dunia ke bojh ko sar se utar dde
Chinta ke bhut ko banduk mar de
Dunia ke bojh ko sar se utar dde
Chinta ke bhut ko banduk mar de
Kyu bhai maine thik kaha
Ha ha tumne thik kaha
Are tab fir maine thik kaha
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Dunia ke bazar me apna band bajaye ja
Dunia ki gadiya
Dunia ki gadiya chalti hai juth par
Dunia ko mar de bate ke but par
Dunia ki gadiya chalti hai juth par
Dunia ko mar de bate ke but par
Kyu bhai maine thik kaha
Ha ha tumne thik kaha
Are tab fir maine thik kaha
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Dunia ke bazar me apna band bajaye ja
Dunia ke fer me padna fazul hai
Jindagi usi ki hai jo ki dam phul hai
Dunia ke fer me padna fazul hai
Jindagi usi ki hai jo ki dam phul hai
Kyu bhai maine thik kaha
Tumne bikul thik kaha
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Dunia ke bazar me apna band bajaye ja...
Song Details
- Movie
- House Number 44
- Artist
- Sachin Dev Burman
- Music Directory
- Sachin Dev Burman
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Kishore Kumar
- Lyricist
- Sahir Ludhianvi