Ek Se Bhale Do Se Bhale Chaar By Datta Naik

Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par

Hum haste gate chal diye
Haste gate chal diye
Hum mauj audate chal diye
Mauj audate chal diye
Hum haste gate chal diye
Mauj audate chal diye

Ekta ki been se sur milake chal diye
Ekta ki been se sur milake chal diye
Sath sath baj rahe hai dil ke tar tar
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par

Ye tedhe medhe rashte
Medhe rashte
Ye unche niche raste
Niche raste
Ye tedhe medhe rashte
Ye unche niche raste
Isliye baanye gaye hai hamare walte
Isliye baanye gaye hai hamare walte
Sikh le musibato ko kaise karna par
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par

Hum thakne walo me nahi
Thakne walo me nahi
Hum rukne walo me nahi
Rukne walo me nahi
Hum thakne walo me nahi
Hum rukne walo me nahi
Aasma ke samne bhi
Jhukne walo me nahi
Aasma ke samne bhi
Jhukne walo me nahi
Aaye afto ke bhala andhiya hazar
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par

Hum aage badte jayenge
Aage badte jayenge
Hum unche chadte jayenge
Unche chadte jayenge
Hum aage badte jayenge
Hum unche chadte jayenge
Apni kamjoriyo se
Khud hi ladte jayenge
Apni kamjoriyo se
Khud hi ladte jayenge
Gate jayenge sabhi hum ye bar bar
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par...

Song Details
Movie
Hum Panchhi Ek Dal Ke
Artist
Datta Naik
Music Directory
Datta Naik
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Pyarelal Santoshi

more lyrics from Hum Panchhi Ek Dal Ke

Ek Se Bhale Do Se Bhale Chaar
Jis Ghar Ke Logo
Lo Chip Gaya Chand
Pooja Ke Do Phool Chadhakar
Suno Suno Re Kahaani