Rang Birange Phulo Ki By S. N. Tripathi

Rang birange phulo ki jhume re daliya
Kali kali aankho ke chalke re pyaliya
Rang birange phulo ki jhume re daliya
Kali kali aankho ke chalke re pyaliya
Tu pyar ka tar tod kaha chale re
Aisi pyari duniya ko chhod kaha chala re
Rang birange phulo ki jhume re daliya

Jivan hai kagaj ka tukda
Bund pade dhul jata
Mati ka tan sun mere man mati mein mil jata
Mati mein mil jata
Rang birange phulo ko pooja ne dal ke
Kali kali ankhiyo ka deepak ujal ke
Radha sang kanha ka ras jaha chala re
Is juthi dunyia ko chhod waha chala re
Rang birange phulo ki jhume re daliya

Jaoge to ja na sakoge
Bairagi chori chori
Baho ka bandhan palko ka pahra
Chitwan ki hogi dori
Cham cham chamke re kano me baliya
Jagmag jagmag damke re man me diwaliya
Tu pyar ka tar tod kaha chala re
Aisi pyari dunia ko chod kaha chala re
Rang birange phulo ki jhume re daliya

Jiska prem parbu se laga
Bhag hai uska jaga
Jisko rup mila hai uska
Usne sab kuchh tyaga
Usne sab kuchh tyaga
Chak chak piu main to ram ras pyaliya
Shyam ke bhajan mein bajau main to taliya
Radha sang kanha ka ras jaha chala re
Is juthi duniya ko chhod waha chala re
Rang birange phulo ki jhume re daliya
Kali kali aankho ke chalke re pyaliya
Tu pyar ka tar tod kaha chale re
Aisi pyari duniya ko chhod kaha chala re
Radha sang kanha ka ras jaha chala re
Is juthi dunia ko chod waha chala re
Aisi pyari dunia ko chhod kaha chala re
Is juthi duniya ko chhod waha chala re...

Song Details
Movie
Janam Janam Ke Phere
Artist
S. N. Tripathi
Music Directory
S. N. Tripathi
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Bharat Vyas

more lyrics from Janam Janam Ke Phere

Aaja Aaja Re Naag
Aayi Mohan Milan Ki Bela
Baaj Rahi Sahnayi Dekho
Raah Se Dharm Ki
Rang Birange Phulo Ki
Tan Ke Tambure Mein
Tu Hai Ya Nahi Bhagwan
Zara Samne To Aao Chhaliye