Chhuri Ban By Omkar Prasad Nayyar

Churi ban kanta ban o my son
Sab kuch ban kisi ka chamcha nahi ban
Churi ban kanta ban o my son
Sab kuch ban kisi k chamcha nahi ban
Churi ban kanta ban o my son

Vo chahe to dede
Bin mange hi chapad
Vo chahe kinch ke mare
Tere muh pe thapad
Vo chahe to dede
Bin mange hi chapad
Vo chahe kinch ke mare
Tere muh pe thapad

Is duniya ke piche tu diwana nahi ban
Is duniya ke piche tu diwana nahi ban
Churi ban kanta ban o my son
Sab kuch ban kisi ka chamcha nahi ban
Churi ban kanta ban o my son

Jo bhikhmanga in sadko pe aaj bajaye baja
O diwane tu kya jaane kal hoga vo raja
Jo bhikhmanga in sadko pe aaj bajaye baja
O diwane tu kya jaane kal hoga vo raja

Ek din vo tere aage gumega ban than
Ek din vo tere aage gumega ban than
Churi ban kanta ban o my son
Sab kuch ban kisi ka chamcha nahi ban
Aaloo ban shora ban o my son
Sab kuch ban kisi ka chamcha nahi ban
Churi ban kanta ban o my son...

Song Details
Movie
Jaali Note
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Raja Mehdi Ali Khan

more lyrics from Jaali Note

Chand Zard Zard Hai
Chhuri Ban
Dil Hai Aapka Huzoor
Gustakh Nazar Chehre Se Hata
Nigahon Ne Phenka Hai
Oh Mister Dil Badi Mushkil Mein
Sach Kehta Hoon Bahut Haseen Ho