Gustaakh nazar chehre se hata
Humko na sata,are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata
Bedard bhi hu magurur hu
Mat dekh idhar
Aur teri pahuch se dur bhi hu o jadugar
Bedard bhi hu magurur hu
Mat dekh idhar
Aur teri pahuch se dur bhi hu o jadugar
Are jadughar jaadu na chala
Aankhe na mila are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata
Nagin ki tarah bal khati hui
Bal kha ke chalu
Bijali ki tarah laharati huyi
Lahara kha ke chalu
Nagin ki tarah bal khati hui
Bal kha ke chalu
Bijali ki tarah laharati huyi
Lahara kha ke chalu
Mere husn se dhar
Ulfat na jhala,diwana hai kya
Are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata
O shok ada mujh se na ulaj hat chodh mujhe
Muje najuk najuk phul samaj mat dekh mujhe
Shok ada mujh se na ulaj hat chodh mujhe
Muje najuk najuk phul samaj mat dekh mujhe
Kanto si najar mujh se mila
Mere dil me na are ja chala ja
Jati hai kidhar,baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata...
Song Details
- Movie
- Jaali Note
- Artist
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Directory
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Mohammed Rafi
- Lyricist
- Raja Mehdi Ali Khan