Gar Tum Bura Na Mano By Mohinder Singh Sarna

Gar tum bura na mano to
Mai tumse pyar kar lu
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu
Gar tum bura na mano to
Mai tumse pyar kar lu
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu
Gar tum bura na mano

Jo najar ki aarzoo hai
Badi sok se kaho tum
Ae bahar jindagi
Bade sok se raho tum
Mai tumhare har jalak par
Dilo jaan nisar kar lu
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu
Gar tum bura na mano

Mera dil bhi jaan hazir
Jo chalaye teer aankhe
Huyi mere dil ki
Dushman teri ye sarir aankho
Jo najar ke teer
Chala mai jigar ke paar kar lu
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu
Gar tum bura na mano

Meri rooh ko tune
Diya tune pyar ka sahara
Teri ek hasi ki khatir
Mujhe kya nahi ganwara
Tera gham bhi ho to
Mai use gale ka har kar lu
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu
Gar tum bura na mano
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu
Gar tum bura na mano to
Mai tumse pyar kar lu
Mujhe tum daga na doge
Kaho aitbaar kar lu...

Song Details
Movie
Mehlon Ke Khwab
Artist
Mohinder Singh Sarna
Music Directory
Mohinder Singh Sarna
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Subir Sen
Lyricist
Raja Mehdi Ali Khan

more lyrics from Mehlon Ke Khwab

Gar Tum Bura Na Mano
Ghut Ghut Ke Agar
Is Duniya Me Sabse Achhi Cheez
Kamla Raziya Ya Miss Merry
Lo Ji Bujh Gayi Bijli Pyar Ki
Piyo Piyo Nazar Pilati Hai
Ye Hai Jivan Ki Rail