Ghut Ghut Ke Agar By Mohinder Singh Sarna

Aa jane jigar ghut ghut ke agar
Rate ho basar kya hoga jara socho
Vo pi le agar duniya ki najar
Uth jaye idhar kya hoga jara socho
Ae jane jigar o ho

Jab phul sa mukhada
Samne ho to pyar
Bhi karna padta hai
Phulo ki tamna me lekin
Kanto pe gujarna padhta hai
Kanto se agar banwra bankar
Ud jaye agar kya hoga jara socho
Aise me agar duniya ki najar
Uth jaye idgar kya hoga jara socho

Jhuk jhuk ke najar kyu uthti hai
Sine me dhadhkata hai kyu dil
Do dil ki dagar jab milti hai
Aati hai mohabbat ki manjil
Do dil ki dagar aage chalkar bant jaye
Agar kya hoga jara socho
Ae jane jigar ghut ghut ke agar
Raato ho basar kya hoga jara socho

Sunte hai jahan me logo ko
Do dil ka milan manjur nahi
Milne ka koi vada kar lo
Logo ki najar se dur kahi...

Song Details
Movie
Mehlon Ke Khwab
Artist
Mohinder Singh Sarna
Music Directory
Mohinder Singh Sarna
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Mehlon Ke Khwab

Gar Tum Bura Na Mano
Ghut Ghut Ke Agar
Is Duniya Me Sabse Achhi Cheez
Kamla Raziya Ya Miss Merry
Lo Ji Bujh Gayi Bijli Pyar Ki
Piyo Piyo Nazar Pilati Hai
Ye Hai Jivan Ki Rail