Meri nigah ne kya kam lazwab kiya
Meri nigah ne kya kam lazwab kiya
Unhi ke lakho hasino me intkhab kiya
Meri nigah ne kya
Wo aaye ghar me bahar aake ruk gayi jaise
Wo aaye ghar me bahar aake ruk gayi jaise
Fiza me phul ki dali si jhuk gayi jaise
Kuchh is ada se kisi sokh ne hizab diya
Kuchh is ada se kisi sokh ne hizab diya
Meri nigah ne kya
Wo julfe naj khuli
Khul ke kuchh dhalak si gayi
Sitare tut pade chandani chhalak si gayi
Jo maine chehra benakab kiya
Meri nigah ne kya kam lazwab kiya
Meri nigah ne kya
Ye mere geet me jo rang hai najakat hai
Ye mere geet me jo rang hai najakat hai
Ye sab usi nigahe naj ki inayat hai
Ke muj se jarre ko chamkake aftab kiya
Meri nigah ne kya kam lazwab kiya
Unhi ko lakho hasino me intkhab kiya...
Aji Tum Kitne |
Humse Hoti Mohabbat Jo Tumko |
Itna Husn Pe Huzur |
Jo Hum Pe Guzarti Hai |
Mehfil Me Aap Aaye |
Meri Nigah Ne |
Thahriye Hosh Me |
I Love New Year | |
Khoon Ki Pyasi | |
Bajrangi Bhaijaan | |
Baahubali: The Beginning | |
Kyun! Ho Gaya Na | |
Dahek: A Burning Passion |