Aaj Hum Ko Aadmi Ki By Bappi Lahiri

Humne dekha gor se jab aadmi
Aadmi apni samjh me zindagi
Zindagi ko dekha jab nazdik se
Tab samjh me aaya kya hai aadmi

Aaj hum ko,
Aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi
Zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi
Aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi
Zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi
Kya ajab hai mukaddar ka ye faisla
Kya ajab hai mukaddar ka ye faisla
Lo buro ka bura waqt aa hi gaya
Aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi

Mohabbat pe hum bhi to kurban the
Ye kya khawab dekhe kya arman the
Vo sapne hamare dhundne kho gaye kho gaye
Hume rup aakhir badlna pada
Bagawat ke sanche me dhalna pada
Mile aap se to kya se kya ho gaye ho gaye
Har kasam tod di har rasam tod di
Kashti tufan me humne khud mod di
Ab hume dar nahi hoag anzam ka
Aaj hum ko,
Aaj hum ko aadmi ki pehchan ho gayi
Zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

Tizori me jo band hai aapki
Vo dolat nahi aapki hai aapke bap ki
Lutegi ki kamai julm ke pap ki pap ki
Meri bat ka na bura maniye
Zara waqt ki nakhdh pehchaniye
Chalegi na koi chal ab aapki aapki
Kitabo me jo hai likha sach likha
Bujargo ne jo kaha hai sach kaha hai
Bure kam ka hai natiza bura
Aaj hum ko,
Aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi
Zindagi se mulakat bhi aasan ho gayi

Kya ajab hai mukaddar ka ye faisla
Kya ajab hai mukaddar ka ye faisla
Lo buro ka bura waqt aa hi gaya
Kya ajab hai mukaddar ka ye faisla
Kya ajab hai mukaddar ka ye faisla
Lo buro ka bura waqt aa hi gaya
Lo buro ka bura waqt aa hi gaya
Aaj humko aadmi ki pehchan ho gayi...

Song Details
Movie
Muqaddar Ka Faisla
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
BMG Crescendo
Singers
Kishore Kumar, Mohammed Aziz
Lyricist
Anjaan

more lyrics from Muqaddar Ka Faisla

Aaj Hum Ko Aadmi Ki
Hum Na Hum Rahe
Ke Hum Jo Kaam Karte Hai
Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata
Paisa Ye Paisa