Sau sau ke noto ki roti bana ke
Sabhji me hiro ka tadka laga ke
Shriman ji aap khate hai
Yaki maniye bade shok se
Ye khana mere bap khate hai
Arey haye paisa haye haye paisa
Aa jaye paisa na jaye paisa
Hume dar hai kahi inko
Mere pyaro na kha jaye paisa
Arey haye paisa haye haye paisa
Aa jaye paisa na jaye paisa
Hume dar hai kahi inko
Mere pyaro na kha jaye paisa
Arey haye paisa haye haye paisa paisa
Jinhe banaya malik ne
Ma ne unhe insan kaha
In daulat ke bando ka
Paisa hai bhagwan yaha
Inhe chahiye bas hira moti sona chandi
Arey jiska badan ho sone ka
Bal ho jiske chandi ke
Aankhe jiski hire ki
Dant hai jiske moti ke
Us pathar dil se kar denge beti ki shadi
Arey haye paisa haye haye paisa
Arey haye paisa haye haye paisa
Aa jaye paisa na jaye paisa
Hume dar hai kahi inko
Mere pyaro na kha jaye paisa
Arey haye paisa haye haye paisa
Meri nani kahti thi
Ek kahani kahti thi
Paiso ka ek lobhi tha
Inke jaisa dobhi tha
Dolat ka deewana koi hoga na vaisa
Ant samay jis din aaya
Yamdut ne farmaya
Apko nark mein jana hai
Yaha pe savrag pahunchana hai
Bhola bhai chlo jaha
Ho paisa hi paisa
Arey haye paisa haye haye paisa
Aa jaye paisa na jaye paisa
Hume dar hai kahi inko
Mere pyaro na kha jaye paisa
Paisa paisa paisa paisa paisa
Paisa paisa paisa hi paisa...
Song Details
- Movie
- Muqaddar Ka Faisla
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- BMG Crescendo
- Singers
- Asha Bhosle
- Lyricist
- Anjaan