Ek dal par tohta bholey
Ek dal par tohta bholey
Ek dal par maina
Door door baitey hai
Lekin pyar toh phir bhi hai na
Bolo hai na hai na hai na
Hoo ek dal par tohta bholey
Ek dal par maina
Main tere nainon ki nindiya
Tu mere dil ka chaina
Bolo hai na hai na hai na
Ek dal par tohta bholey
Yeh kya mujko ho gaya sajan
Kabhi rouhu kabhi gaaun
Ped se lipti sej jo dekhu
Laaj se mar mar jaun
Yeh pagalpan kaisa
Kabse ho gaya aisa
Bin batlaye samjo sajan
Paas nahin kuch chaina
Bolo hai na hai na hai na
Hai na
Ek dal par tohta bholey
Andhi aaye toofan aaye
Ya barse barsaatein
Ik dhuje main kho jayein hum
Khatum no ho din raatein
Khatum na ho din raatein
Mithi pyar ki baatein
Hohnt agar khamosh rahey to
Bol uthege naina bolo hai na
Hai na, hai na
Hai na
Ek dal par tohta bholey
Janam janam ki pyaas hai sajan pal main bujhe gi kese
Jivan bhar ye sang na chute ang laga lo ang se
Aa mil jaaye ese sagar nadiyaa jase
Sikh liyaa hai pyaar main hum ne mit kar jinda rahenaa
Bolo hai na
Hai na, hai na
Ek dal par tohta bholey
Ek dal par maina
Door door baitey hai
Lekin pyar toh phir bhi hai na
Bolo hai na hai na hai na
Bolo hai na hai na hai na
Bolo hai na hai na hai na
Bolo hai na hai na hai na..
Song Details
- Movie
- Chor Machaye Shor
- Artist
- Ravindra Jain
- Music Directory
- Ravindra Jain
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
- Lyricist
- Inderjeet Singh Tulsi