Le jayenge le jayenge
Dilwale dulhaniya le jayenge
Le jayenge le jayenge
Dilwale dulhaniya le jayenge
Aji rahey jayenge rahey jayenge
Paisewaley dektey rahey jayenge
Le jayenge le jayenge
Dilwale dulhaniya le jayenge
Tum ho kali to gulab hum hain
Ho hthon se lagalo toh sharab hum hain
Kahete hain log ke kharab hum hain
Teri har baat ka jawab hum hain
Hoo apne do haathon se
Kamaya hua khanewale
Apna paraya kabhi khanenge.. Sasurji
Le jayenge le jayenge teri shon machariya
Le jayenge
Le jayenge le jayenge
Dilwale dulhaniya le jayenge
Le jayenge
Main bhi tere saath hoon
Dil bhi tere saath
Oh oh chahey jab aaja chanda leke baarat
Hoo mere pas khoti hai na car sajni
Kadka hai tera dildar sajni
Kothi bangla na mujhey car chahiye
Dil chahiye dildar chahiye
Hoo ho chal phir soniye
Thodiye na baliye
Dil ki hi duniya basayenge, o bulbul
Le jayenge haan le jayenge teri baag ki bulbul
Le jayenge le jayenge
Dilwale dulhaniya le jayenge
Le jayenge
Dhar pe khadey hai
Kalyan kar do
Hoo kaam koi ek toh mahaan kar do
Kharcha dahej ka bhi bach jayega
Lagey haathon kanya ka dhan kar do
Hoo hokabhi kabhi tere ghar
Tirth samaj kar darshan ko hum aayenge
Sasurji, le jayenge dilwale dulhaniya
Le jayenge
Aji rahey jayenge rahey jayenge
Paisewaley dektey rahey jayenge
Rahey jayenge..
Song Details
- Movie
- Chor Machaye Shor
- Artist
- Ravindra Jain
- Music Directory
- Ravindra Jain
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Kishore Kumar
- Lyricist
- Inderjeet Singh Tulsi