Haathon Mein Haath Hum Lekar By Rahul Dev Burman

Haathon Mein Haath Hum Lekar
Tera karte hai wada sanam
Aaj zami pe hum to kahi pe
Rakhege ab na kadam
Hatho me hath hum lekar
Tera karte hai wada sanam
Aaj zami pe hum to kahi pe
Rakhege ab na kadam
Udate hi rahege hum to hawao me
Dekhege duniya teri nigaho me
Ha, Haathon Mein Haath Hum Lekar
Tera karte hai wada sanam
Aaj zami pe hum to kahi pe
Rakhege ab na kadam
Udate hi rahege hum to hawao me
Dekhege duniya teri nigaho me

Upar chand taro se khila hai
Aasama, niche roshani ka hai jaha
Upar chand taro se khila hai
Aasama, niche roshani ka hai jaha
Haathon Mein Haath Hum Lekar
Tera karte hai wada sanam
Aaj zami pe hum to kahi pe
Rakhege ab na kadam
Udate hi rahege hum to hawao me
Dekhege duniya teri nigaho me

Fursat hai kise jo aaj dekhe ghum
Ke chalte ja rahe hai jhum ke
Fursat hai kise jo aaj dekhe ghum
Ke chalte ja rahe hai jhum ke
Haathon Mein Haath Hum Lekar
Tera karte hai wada sanam
Aaj zami pe hum to kahi pe
Rakhege ab na kadam
Udate hi rahege hum to hawao me
Dekhege duniya teri nigaho me..

Song Details
Movie
Chala Murari Hero Banne
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Polydor
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Yogesh Gaud

more lyrics from Chala Murari Hero Banne

Do Pal Ki Hai Yeh Zindagani
Haathon Mein Haath Hum Lekar
Khoye Ho Aakhir Kis Bekhudi Mein
Na Jaane Din Kaise
Paas Aao Na
Teri Kathputli Hoon