Khoye Ho Aakhir Kis Bekhudi Mein By Rahul Dev Burman

Khoye ho aakhir kis bekhudi mein
Kuch aur bhi hai ho is zindagi me
Nazare suhane, khushi ke tarane

Dil me tere hi nahi mere bhi
Kahi na kahi koi to arman hai
Kal ke bharose par hota hai
Jo bekhabar
Aaj se nadan hai, koi gam hai agar
Darane ki kyu fikar hum bhi to
Sathi hai tere humsafar, oo ho
Khoye ho aakhir kis bekhudi mein
Kuch aur bhi hai is zindagi me
Nazare suhane, khushi ke tarane

Rahi manjilo ke rashato ki mushkilo
Se kabhi harte thakate nahi
Jisme hai dam kabhi uske kadam
Raho me kshi rukate nahi
Chhodo ji mayusi, todo bhi khamoshi
Aane do hotho pe thodi to hansi, ho
Khoye ho aakhir kis bekhudi mein
Kuch aur bhi hai ho is zindagi me
Nazare suhane, khushi ke tarane..

Song Details
Movie
Chala Murari Hero Banne
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Polydor
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Yogesh Gaud

more lyrics from Chala Murari Hero Banne

Do Pal Ki Hai Yeh Zindagani
Haathon Mein Haath Hum Lekar
Khoye Ho Aakhir Kis Bekhudi Mein
Na Jaane Din Kaise
Paas Aao Na
Teri Kathputli Hoon