Kaam Karo Bhai Kaam Karo By Various Artists

Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Aur pathar se hira
Miti se sona paida karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Miti se sona paida karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo

Jisko apne bajubal aur
Mehanat pe vishvash rahe
Uske sare ujde van me
Na dhup rahe na pyas rahe
Rah me jo bhi use nakam karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo

Kasam uthao aaj sabhi
Majduri karke hai khana
Hath failakar khane se
Achha hai bukha mar jana
Suno bikhariyo bikh mang kar
Desh ko na badnam karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo

Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Aur pathar se hira
Miti se sona paida karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo..

Song Details
Movie
Bhookh
Artist
Various Artists
Music Directory
Om Prakash Sonik, Master Sonik
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Dilraj Kaur, Kumar Sonik, Mohammed Rafi
Lyricist
Verma Malik

more lyrics from Bhookh

Aaya Holi Ka Tyohar
Ghunghru Chhanke
Jai Bolo Bolo Bholenath Ki
Kaam Karo Bhai Kaam Karo
Mamta Maa Aur Maati
Tapti Dupariya Me
Us Maalik Ki Daya Se