Tapti dupariya me
Pao jalat more
Tapti dupariya me
Oye tapti dupariya
Me pao jalat more
Godiyan me
Re godiyan me humka
Uthaye le balmva
Godiyan me humka
Uthaye le balmva
Hey dhupva me rupva
Hey kala pad gyao re
Dhupva me rupva hey
Kala pad gyao re
Chal bagiyan me
Khatiyan bichhai de balmva
Bagiyan me khatiyan
Bichhai de balmva
Humre sawariya
Ja re bajariya
Sun re sawariya
Ja sun re sawariya
Ja re bajariya
Bajariya se lai de
Resham ki chhatariya
Bajariya se lai de
Resham ki chhatariya
Bajariya se tumko
Mile na chhatariya
Bajariya se
Bajariya se tumko
Mile na chhatariya
Nazariya me
Nazariya me humka
Chhupai le balamva
Nazariya me humka
Chhupai le balamva
Nainva hai more
Nadi ki lahariya
Nainva hai more
Re nainva hai
More nadi ki lahariya
Re garmi ki rut
Me ye tapti dupariya
Prem nagariya ki kisi bhi dagariya
Prem nagariya ki
Prem nagariya kisi bhi dagariya
Nainva me
Nainva me dubki
Lagaye le balamva
Re nainva me dubki
Lagaye le balamva
Humri jawaniya
Ko tumhri laganiya
Humri jawaniya ko
Ha humri jawaniya
Ko tumhri laganiya
Ha tanva milai ke
Bhujai de laganva
Doliya mangai ke
Dulhaniya bani ke
Ha doliya mangai ke
Doliya mangai ke
Dulhaniya bani ke
Re apni
Re re apni nagariya
Basai le balamva
Re apni nagariya
Basai le balamva
Tapti dupariya
Me pao jalat more
Tapti dupariya
Me pao jalat more
Godiyan me
Godiyan me humka
Uthaye le balmva
Bagiyan me khatiyan
Bichhai de balmva
Godiyan me humka
Uthaye le balmva
Bagiyan me khatiyan
Bichhai de balmva..
Song Details
- Movie
- Bhookh
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Om Prakash Sonik, Master Sonik
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Dilraj Kaur
- Lyricist
- Verma Malik