Ab charago ko ka koi kam nahi
Ab charago ko ka koi kam nahi
Tere naino se roshni si hai
Tere naino se roshni si hai
Chandarma nikle ab ya na nikle
Chandarma nikle ab ya na nikle
Tere chehre se chandani si hai
Tere chehre se chandani si hai
Husn e kashmir jadu e bangal
Husn e kashmir jadu e bangal
Tu sarapa kisi shayar ka khyal
Tune jarre ko sitara samjha
Tune jarre ko sitara samjha
Ye hai sajan teri najro ka kamal
Teri surat me jalu agar laila
Teri surat me jalu agar laila
Janeman tuhi sohni si hai
Tere naino se roshni si hai
Ek khwahish ek hi armaa
Ek khwahish ek hi armaa
Rat din bas teri pooja karna
Tere charno ki ban rahu dasi
Tere charno ki ban rahu dasi
Tere charno me hi jina marna
Mere sapno ki tu maharani
Mere sapno ki tu maharani
Teri surat me mohni si hai
Tere naino se roshni si hai
Rat sapne me kuch azab dekha
Shram aati hai ye batate hue
Ek sipi me chhup gaya moti
Jane kab osh me nahate hue
Tune khusiyo se bhar diya aangan
Tune khusiyo se bhar diya aangan
Teri ye baat ragini si hai
Tere naino se roshni si hai
Har janam me rahega sath tera
Eye meri sita sawitri
Nam tera ma imantar kar lunga
Gaytri gaytri hi gaytri
Teri baho me jo ye dam nikle
Teri baho me jo ye dam nikle
Maut bhi meri jindagi si hai
Maut bhi meri jindagi si hai
Chandarma nikle ab ya na nikle
Ab charago ko ka koi kam nahi
Tere chehre se chandani si hai
Tere naino se roshni si hai..
Song Details
- Movie
- Baawri
- Artist
- Mohammed Zahur Khayyam
- Music Directory
- Mohammed Zahur Khayyam
- Music Label
- Saregama
- Singers
- K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas), Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Maya Govind