Ai Phulon Ki Raani Bahaaron Ki Malikaa By Various Artists

Ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
Ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
Na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya

Tere hont kya hai, gulabi kanwal hai
Ye do patiya, pyar ki ik gazal hai
Woh najuk labo se mohobbat ki bate hami ko sunana gajab hogaya
Ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya

Kabhi ghul ke milna, kabhi khud jhijhakna
Kabhi rasto par behekna machalna
Ye palko ki chilman uthakar girana, girakar uthana gazab ho gaya
Ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya

Fizaao me thadak ghataa bhar javaani
Tere gesuo ki badi meharabaani
Har ik pech me saikado maikade hai
Teraa ladakhadaanaa gazab ho gayaa

Ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
Na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya..

Song Details
Movie
Arzoo
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Arzoo

Ai Nargise Mastana
Ai Phulon Ki Raani Bahaaron Ki Malikaa
Aji Hamse Bachkar Kahan Jaaiyega
Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega
Bedardi Balma Tujhko Mera Maan Yaad Karta Hai
Chalke Teri Aankho Se Sharab Aur Jyada
Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai