Is dunia me jo bhi hota hai
Ho jane do ho jane do
Khusi ka mauka apne hatho se
Na jane do na jane do
Milne walo se milo
Jo khoya kho jane do
Kho jane do kho jane do
Is dunia me jo bhi hota hai
Ho jane do ho jane do
Khusi ka mauka apne hatho se
Na jane do na jane do
Dil kya phool bhi toda nahi
Toda nahi
Yaaro ko kabhi chhoda nahi
Chhoda nahi
Dil kya phool bhi toda nahi
Yaaro ko kabhi chhoda nahi
Khusi na de na de khuda magar
Mujhe gum na de
Jitna mujhe jaruri hai
Usse mujhe wo kam na de
Warna jaha hai intzar
Kaise mai waha jaunga
Bharosha hai hame wo kaise mai dikhaunga
Unki khusiya wapas mujhko
Lekar aane do
Is dunia me jo bhi hota hai
Ho jane do ho jane do
Khusi ka mauka apne hatho se
Na jane do na jane do
Milne walo se milo
Jo khoya kho jane do
Kho jane do kho jane do
Is dunia me jo bhi hota hai
Ho jane do ho jane do
Khusi ka mauka apne hatho se
Na jane do na jane do
Apne ap se wada hai
Wada hai
Wo to atal irada hai
Irada hai
Apne ap se wada hai
Wo to atal irada hai
Na samjhe mujhe itna bhi koi jyada
Ye wada irada jaan se bhi hai jyada
Na pucho hu kaisa mai jaisa hu aisa
Nahi hu mai insa kisi ke bhi jaisa
Jaise ko taisa mujhko bhi to ban jane do
Is dunia me jo bhi hota hai
Ho jane do ho jane do
Khusi ka mauka apne hatho se
Na jane do na jane do
Milne walo se milo
Jo khoya kho jane do
Kho jane do kho jane do
Is dunia me jo bhi hota hai
Ho jane do ho jane do
Khusi ka mauka apne hatho se
Na jane do na jane do.....
Song Details
- Movie
- Amaanat
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- Tips Music
- Singers
- Kumar Sanu
- Lyricist
- Indeevar (Shyamalal Babu Rai)