Ye Duniya Kya Mange By Bappi Lahiri

Ara ra ra ra
Hitalari ki katalari se
Mushlini li li lini lini
Bushve ne sadave ko mani
Misayal se aisa jo dank mara

Ara ra ra ra
Ye dunia kya chahe money money
Yaha riste nate money money
Pyar chaho to nikalo money
Yaar chaho to nikalo money
Ara ra ra ra

Are afsar ke upar bhi afsar
Chakkar ke ander bhi chakkar
Is chakkar me hai ghamchakkar
Kala dhandha hua gulabi
Chor ke hath me lag gayi chabi
Rajniti ke bede lagte sidhe hote tedhe
Is system ki aisi taisi
Haye kaha hai democarcy
In sab ki uthwao khat
Ek hath ki baat

Are ghata ghat gadiyal ghumakkad
Ghan ghan ghanti bole
Dhadak dhadak dil daule
Are bangoli tu pani khilade
Tu banrasi patta lade
Katha bhaiya mujhe chabade
Inko chuna tu lagade
Inki to dhum ta dhum ta dhum ta

Mahenat kar mar jawe lalawa
Paise wala khawe halwa
Halwe ne khayi sam ki malayi
Apne to hisse chachh bhi na aayi re
Ara ara rara ra
Ye dunia kya chahe money money
Yaha riste nate money money
Pyar chaho to nikalo maoney
Yaar chaho to nikalo money
Ara ara ara ara rara ra

Are khel karo khilwad karo
Par satu tanik vichar karo
Are kyu karte ho tera mera
Ye hai mera wo hai tera
Are sab ke sab bane ho bail
Sata tumhari bani rakhail
Are tata misa nasha beda
Gundo ka har dal basera
Khatam khatti hata mhatti
Latham lathi chatam chatti
Kutam kutti jutam juti
Bhari hai muthi kab ho chutti

Are sanam coat ke chak
Chala rahe wo chakka
Chandi ki is chaka chaund
Me chamko ne kab chakka
Tum sab chhapan bhojan chuso
Or hamase kahte ho ganna chuso

Khele khel mauj bhi lele
Jail se khulam khulla
Pyar se inko kya lena hai
Kam kare abdulla

Daka dale danga karaye
Paap kare phir ganga nahaye
Daro mat yaaro inse karo aara rara rara
Aise logo ki ho jam ke dhulayi re
Ara ara ara ara rara ra
Ye dunia kya chahe money money
Yaha riste nate money money
Pyar chaho to nikalo money
Yaar chaho to nikalo money
Ara ara ara ara rara ra

Are lachak lachak ke machak machak ke
Karam nikhattu nach dikhaye
Kuwe sukhe badra ruthe
Fush se nal me jal nahaye
Are swiming pool me genda harse
Pyasa bund bund ko tarse
Pyaso ki ankho me apni
Are bacho ke sapno me pani
Budho ki sanso me pani
Ghar ghar ki aaso me pani
Are pani pani pani pani teri buri kahani
Itna pani phir bhi jani

Kheto me nahi tikta pani
Bahut udas hai radha rani
Panghat se nahi milta pani
Chhalak chhalak ke chal chal pani
Chhamak chhamak ke barse pani
Barse pani
Are mar gaya inki ankh ka pani
Sarama se jyada ho gaya pani
Bukh se ho gayi pet ki takkar
Khum chuste khatmal machhar
Are baith ke munna laga jhunjhuna
Inki to dhum ta dhum ta dhum ta

Ara ra ra ra
Ye dunia kya chahe money money
Yaha riste nate money money
Pyar chaho to nikalo money
Yaar chaho to nikalo money....

Song Details
Movie
Amaanat
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Tips Music
Singers
Arun Bakshi
Lyricist
Maya Govind

more lyrics from Amaanat

Allah Megh De Ishwar Paani De
Daloonga Daloonga Pyar
Din Mein Leti Hai
Gori Gori Gori Change Kar
Is Duniya Mein
Tujhse Milna Milkar
Ye Duniya Kya Mange