Ghir Ghir Aaye Megh By Ravindra Jain

Ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke
Oo ho gayi din me rat sun mere mit,
Phir teri yaad aaye tham tham ke
Oo ho naino se ho barsat
Ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke

Hone lagi bunda bandi, pyasi dharti hai
Pyas bhujane ko tune to patiya bhi na di
Meri roti rahi aash tohe bulane ko
Nadan thi mai tab to, samjhi hu ab to
Maine hi nahi samjhi bat oo ho, sun mere mit
Phir teri yaad aaye tham tham ke
Oo ho naino se ho barsat
Ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke

Prano se pran judaye, koi sudh na rahi
Mohe tan maan ki jakar desh paraye
Tu to bhul gaya gali biharan ki
Aise kahe jana tha, maine tab jana tha
Oo ho dhoka huya mere sath,
Ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke
Oo ho gayi din me rat sun mere mit,
Phir teri yaad aaye tham tham ke
Oo ho naino se ho barsat
Ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke
Oo ho gayi din me rat sun mere mit,
Phir teri yaad aaye tham tham ke
Oo ho naino se ho barsat
Ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke..

Song Details
Movie
Abodh
Artist
Ravindra Jain
Music Directory
Ravindra Jain
Lyricist
Ravindra Jain

more lyrics from Abodh

Chandra Baal Shobitam
Ghani Ghani Amraiyo
Ghir Ghir Aaye Megh
Mandir Ki Murat
Saamb Sada Shiv
Tujhe Dekhne Ko