Bade Akshar Mein By Various Artists

Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool

Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool
Gin gin ke din guzare nahi
Raftaar thodi badhale kahin
Din dugani raat chogani
Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool

Andhe the kal ye raste faile the
Aaj ujhalo ke lenede gire hain
Andhe the kal ye raste faile the
Aaj ujhalo ke lenede gire hain
Tasveer jo thi deewar pe kal
Dil mein utaaro saath mein le chal
Aankhon ke pardo pe khinch ne lagi
Tasveere kitani nayi nayi
Din dugani raat chogani
Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool

Do chaar din hi hain milane wale hain
Hath badha inse milale gale
Do chaar din hi hain milane wale hain
Hath badha inse milale gale
Kandho pe yaaron ke bazun rahein
Aankhon mein door ki aarzoo rahein
Rim jhim se taron se neend churale
Oye khabon ki goliyan jyada lele
Din dugani raat chogani
Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool

Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door

Thande na mile to lamhein chun le
Dhundhte aate raheinge chunle
Thande na mile to lamhein chun le
Dhundhte aate raheinge chunle
Har mod pe koi nayi khadi hain
Chum jaaye jab wahi sahin ghadi hain
Gin gin ke jodonge tum inhein
Ghat jaayenge ye saare lamhein
Din dugani raat chogani
Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool

Gin gin ke din guzare nahi
Raftaar thodi badhale kahin
Din dugani raat chogani
Bade bade akshar mein hain
Likha har patthar pe hain
Manzil hain kitani door
Kitani door jyaada ya kam
Bich zindagi ke hum
Ginati gaye hain bhool..

Song Details
Movie
Aah
Artist
Various Artists
Music Directory
Bishakh Jyoti, Kanish Sharma
Music Label
Junglee Music
Singers
Bishakh Jyoti, Sniti Mishra
Lyricist
Protique Mojoomdar

more lyrics from Aah

Aaja Re Ab Mera Dil
Babloo Happy Hai
Bade Akshar Mein
Banjaran
Choti Si Hai Zindagani
Jane Na Nazar Pehchane
Jimmy Bhaand
Jo Mai Janti Unke Liye
Nachtey Raho
Raath Andheri Door Savera
Raja Ki Aayegi Barat Rangili
Sunte Te Naam Hum
Uhe Batiya
Ye Shaam Ki Tanhayiyan Aise