Raat gaye haay ik banjaran
Ghumsuda ho gayi
Raat gaye haay ik prem pujaran
Phir khuda ho gayi
Aajaa phir se jannat chakha doon
Ek hi raat hain
Lab ye paimaane se peela doon
Ek hi baat hain
Raat gaye haay yehi banjaran
Ghumsuda ho gayi
Raat gaye haay woh prem pujaran
Phir khuda ho gayi haay
Aara mehbooba..
Mehbooba mehbooba mehbooba
Aa mehbooba mehbooba..
Mehbooba mehbooba..
Mehbooba mehbooba mehbooba..
Raat tera sar urjhaa sarko pe nikale
Raat tera sar urjhaa sarko pe nikale
Badtameez meri parchhaii pakda ke chale
Jisam ke haadse pare dil se kyaa arz kare
Band kachehari mein..oo..oo
Band kachehari mein
Chor dil ka maamla arz karein
Hey raat kaafi nahi raat baaki nahi
Hey raat kaafi nahi raat baaki nahi
Aaj dil ki shamma bujha do
Raat kaafi nahi
Jism se ek shola jhala do
Raat baaki nahi haa..
Raat ke haay ik aawara bewafa ho gayi
Raat gaye woh prem pujaran
Phir khuda ho gayi
Mehbooba…mehbooba…mehbooba
Tujhko chhune ke baad se
Aallah rahem kare
Tujhko chhune ke baad se
Aallah rahem kare
Tujhko chhune ki ye zarurat
Kuch to kam hum karein
Mast maullah aise lage
Raat bhi so ke uthe
Jaane woh kyaa dekhe haay oo
Jaane woh kyaa dekhe haay
Subaha to khaabon mein so ke uthey
Ye ye beparwaah hain laparwah hain
Ye ye beparwaah hain laparwah hain
Aatishe bikhari hain padi beparwaah hain
Khwaishe sulagi huyi aur laparwah hain
Raat ke hain sokh pahadan behaya ho gayi
Raat gaye woh prem pujaran
Phir khuda ho gayi..
I Love New Year | |
Khoon Ki Pyasi | |
Bajrangi Bhaijaan | |
Baahubali: The Beginning | |
Kyun! Ho Gaya Na | |
Dahek: A Burning Passion |