Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Ek se ek haseen chere hain
Kis kis ko mein dekhoon
Kisko inmein apna samjhoon
Samjhoon mein apne lelu
Koi rangeeli, chail chabili
Koi rangeeli, rasili, chail chabili
Aaj meri zindagi mein aake rahegi
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O, kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Dhoond raha hoon mein woh duniyaan
Pyaar jise kehte hain
Dhoond raha hoon mein woh duniyaan
Pyaar jise kehte hain
Kaun woh kismat wale hain
Jo log waha rehte hain
Khud ko, mere dil leke wahin chal
Khud ko, mere dil, meri dil, leke wahin chal
Aaye jahan haath koi reshmi aanchal
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Aise nazook woh hon jiska
Shabna mu dhoti hon
Chaand bhi sadke hota ho
Jab raat ko woh soti ho
Aankh sharabi, gaal gulabi
Aankh sharabi, sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaar de jo zindagi meri
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O, kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega...