Lakhon Hain Nigahon Mein from Phir Wohi Dil Laya Hoon Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Laakho hai nigaah me, jindagee kee raah me
Sanam hasin jawaan, hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab hai, lekin woh baat kaha

Laakho hai nigaah me, jindagee kee raah me
Sanam hasin jawaan, hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab hai, lekin woh baat kaha

Lat hai kisee kee jaadu kaa jaal
Rang daale dil pe kisee kaa jamaal
Lat hai kisee kee jaadu kaa jaal
Rang daale dil pe kisee kaa jamaal
Tauba yeh nigaahe ke rok thee hai raahe
Tauba yeh nigaahe ke rok thee hai raahe
Dekho le le ke tirkaman

Laakho hai nigaah me, jindagee kee raah me
Sanam hasin jawaan, hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab hai, lekin woh baat kaha

Jaanu naa diwaana me dil kaa, kaun hai khayaalo kee malika
Jaanu naa diwaana me dil kaa, kaun hai khayaalo kee malika
Bhigee bhigee rut kee chavun tale, man lo kahee woh aan mile
Bhigee bhigee rut kee chavun tale, man lo kahee woh aan mile
Kaise pahchaanu, ke naam nahee jaanu
Kaise pahchaanu, ke naam nahee jaanu
Kise dhunde mere armaan

Laakho hai nigaah me, jindagee kee raah me
Sanam hasin jawaan, hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab hai, lekin woh baat kaha

Kabhee kabhee woh ik mahjabin, dolatee hai dil ke paas kahee
Kabhee kabhee woh ik mahjabin, dolatee hai dil ke paas kahee
Hai jo yahee baate, toh hongee mulaakaate
Hai jo yahee baate, toh hongee mulaakaate
Kabhee yahan nahee toh wahan

Laakho hai nigaah me, jindagee kee raah me
Sanam hasin jawaan, hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab hai, lekin woh baat kaha
Lekin woh baat kaha
Lekin woh baat kaha
Lekin woh baat kaha...

Song Details
Movie
Phir Wohi Dil Laya Hoon
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Phir Wohi Dil Laya Hoon

Aanchal Mein Saja Lena Kaliyan
Aji Qibla Mohtarma
Banda Parvar Tham Lo Jigar
Dekho Bijli Dole Bin Badal Ki
Lakhon Hain Nigahon Mein
O Hamdam Mere
Zulf Ki Chhaon Mein

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Ek Pardesi Mera Dil Le Gaya (Phagun)
Jaago Jaago Savera Hua (Baaz)
Jo Dil Ki Baat Hoti Hai (Baaz)