Mohammed Shah Rangile from Jab Se Tumhe Dekha Hai Movie (Dattaram Wadkar)

Mohammed shah rangile re
Mohammed shah rangile re
Badala tum bin ab mera din ratiya
Mohammed shah rangile re
Mohammed shah rangile re
Badala tum bin ab mera din ratiya
Mohammed shah rangile re

Ager nikal ke teri gali se kahi chaliye
Ager nikal ke teri gali se kahi chaliye
To bar bar yahi kahta hai
Dil ke vahi chaliye
Isi liye to ye mehfil sajaye baithe hai
Isi liye to ye mehfil sajaye baithe hai
Ke hum chirag nahi dil jalaye baithe hai

Mohammed shah rangile re
Badala tum bin ab mera din ratiya
Mohammed shah rangile re
Ye baat kya hai ki
Dil jabse teri chaha me hai
Ye baat kya hai ki
Dil jabse teri chaha me hai
Kahi vo rang nahi jo teri nigaho me hai
Meri nazar me nahi
Katalo khoon ke afsane
Meri nazar me nahi
Katalo khoon ke afsane
Chhalak rahe hai yaha
Rang laahu ke paimane
Mohammed shah rangile re
Badala tum bin ab mera din ratiya
Mohammed shah rangile re

Idhar na dekhoge kab tak
Sanam kaho to sahi
Idhar na dekhoge kab tak
Sanam kaho to sahi
Lagi hui kiski lagan kaho to sahi
Mai dhundta hu vo ek geet
Zindagi ke liye
Mai dhundta hu vo ek geet
Zindagi ke liye
Ke zindagi bane sangeet adami ke liye
Mohammed shah rangile re
Badala tum bin ab mera din ratiya
Mohammed shah rangile re...

Song Details
Movie
Jab Se Tumhe Dekha Hai
Artist
Dattaram Wadkar
Music Directory
Dattaram Wadkar
Music Label
Saregama
Singers
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Jab Se Tumhe Dekha Hai

Arre Re Dil Kho Gaya
Chand Tale Jhoom Jhoom
Din Hain Kushi Ke
Ham Aapaki Mahafil Mein
Mohammed Shah Rangile
Tumhe Husn De Ke

Other popular Lyrics by Dattaram Wadkar

Raghupati Raghav Raja Ram (Ab Dilli Dur Nahin)
Jiyo Lal Mere Tum Lakhon Baras (Ab Dilli Dur Nahin)
Mata O Mata (Ab Dilli Dur Nahin)
Bhej Chhana Chhan (Ab Dilli Dur Nahin)
Lo Har Cheez Lelo (Ab Dilli Dur Nahin)
Chhun Chhun Karti Aai Chidiya (Ab Dilli Dur Nahin)
Maalik Tere Jahan Mein (Ab Dilli Dur Nahin)
Sun Le Bapu Yeh Paigam (Balak)
Chandaniya Hai Raat (Balak)
Looti Zindagi Aur Gham Muskuraye (Parvarish)