Chand Tale Jhoom Jhoom from Jab Se Tumhe Dekha Hai Movie (Dattaram Wadkar)

Chand tale jhum jhum thirak
Rahi hai ghungharwaliya
Mastiyo ki aaj dhum
Khushi baza rahi hai taliya
Chand tale jhum jhum thirak
Rahi hai ghungharwaliya
Mastiyo ki aaj dhum
Khushi baza rahi hai taliya

Chori chori dil ko mere
Kaun gaya chhu
Aaj meri har nazar pe
Kis ki zusatzu

Bekarar mera pyar meri aarzu
Mere dil ko bha gyai hai aaj tu hi tu
Hoye mai bhi aaj mai nahi tu bhi nahi tu
Hoye chand tale jhum jhum thirak
Rahi hai ghungharwaliya
Mastiyo ki aaj dhum
Khushi baza rahi hai taliya

Aaj itne pas hai jo kal the paraye
Samne hai jo kabhi khawab me the aaye
Dekhti hai par nigah sochti nahi
Kya bharam kya hai sach ye janti nahi
O mere dil ki manjile hai bas yahi kahi
Hoye chand tale jhum jhum thirak
Rahi hai ghungharwaliya
Mastiyo ki aaj dhum
Khushi baza rahi hai taliya

Bedhadak ye dil me
Mere aa raha hai kaun
Apni rah mujhko bhi
Bhula raha hai kaun
Dhire dhire dil se
Dil me la raha hai kaun
Dekhiye to pyar se
Bula raha hai kaun
O kya khabar ye
Mujhko aajma raha hai kaun
Chand tale jhum jhum thirak
Rahi hai ghungharwaliya
Mastiyo ki aaj dhum
Khushi baza rahi hai taliya
Chand tale jhum jhum thirak
Rahi hai ghungharwaliya
Mastiyo ki aaj dhum
Khushi baza rahi hai taliya...

Song Details
Movie
Jab Se Tumhe Dekha Hai
Artist
Dattaram Wadkar
Music Directory
Dattaram Wadkar
Music Label
Saregama
Singers
Subir Sen, Suman Kalyanpur
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Jab Se Tumhe Dekha Hai

Arre Re Dil Kho Gaya
Chand Tale Jhoom Jhoom
Din Hain Kushi Ke
Ham Aapaki Mahafil Mein
Mohammed Shah Rangile
Tumhe Husn De Ke

Other popular Lyrics by Dattaram Wadkar

Raghupati Raghav Raja Ram (Ab Dilli Dur Nahin)
Jiyo Lal Mere Tum Lakhon Baras (Ab Dilli Dur Nahin)
Mata O Mata (Ab Dilli Dur Nahin)
Chhun Chhun Karti Aai Chidiya (Ab Dilli Dur Nahin)
Chandaniya Hai Raat (Balak)
Chand Tale Jhoom Jhoom (Jab Se Tumhe Dekha Hai)
Bhej Chhana Chhan (Ab Dilli Dur Nahin)
Ham Aapaki Mahafil Mein (Jab Se Tumhe Dekha Hai)
Jaane Kaisa Jadu Kiya Re (Parvarish)
Kyun Uda Jaata Hai Aanchal (Shriman Satyawadi)