Bharat bhumi mahan hai
Tirth iske pran
Tirth iske pran
Bharat bhumi mahan hai
Tirth iske pran
Charo disha mein cho mukh deep se
Iske charo dham hai
Bharat bhumi mahan hai
He badri narayan dham se
Jaha vishnu bhagwan viraje re
Vishnu bhagwan viraje
He tirth pawan jan man bhawan
He tirth pawan jan man bhawan
Nis din nobat baje re bhaiya
Nis din nobat baje re
He dwarika mein dekho
Dwarka dhish na sundar rup sajila
Sundar rup sajila
He bhakat jano ke pawan prem se
Jiska angan gila jiska angan gila
Re kanuda joyi re tari lila
Bharat bhumi mahan hai
Tirth iske pran
Dhamra mein baithe jaha
Dhamra mein baithe jaha
Shiv shankar dhyan lagaye
Lage jaha bhakto ka mela
Lage jaha bhakto ka mela
Man wanchit phal paye
Are o teeno jagat ne nath jaha hai
Are o teeno jagat ne nath jaha hai
So jagnnath ki dharti
Bed puran hai jug jug adhyani prani
Mahagyani ban jaye
Is dharti ko parnam hai
Jaha santo ka bisram hai
Charo disha mein cho mukh deep se
Iske charo dham hai
Bharat bhumi mahan hai
Bharat bhumi mahan hai...
Apne Piya Ki Bani Re Joganiya |
Bharat Bhumi Mahan Hai |
Ja Ja Ja Chhod De O Chhaliya |
Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal |
Nag Dewta Trahimam Pahimam |
Sabko Naach Nachata |
Ye Duniya Banana |