Aap Yun Hi Agar Humse Milte Rahe from Ek Musafir Ek Hasina Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Aisee bate na karo hasin jadugar
Meraa dil teree aankho me kho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega

Pichhe pichhe mere aap aatee hai kyon
Pichhe pichhe mere aap aatee hai kyon
Meree raho me aankhe bichatee hai kyon
Aap aatee hai kyon
Kya kahu aap se yeh bhee ek raj hai
Ek din iska ijhar ho jayega
Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega

Kaisee jadugaree kee aare jadugar
Kaisee jadugaree kee aare jadugar
Tere chehere se hatthee nahee yeh najar
Hai meree yeh najar
Aisee najaro se dekha agar aap ne
Sharam se rang gulnar ho jayega

Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega

Me mohobbat kee raho se anjan hu
Me mohobbat kee raho se anjan hu
Kya kahun kya karun me pareshan hu
Hai, pareshan hu
Aap kee yeh pareshaniya dekh kar
Meraa dil bhee pareshan ho jayega

Aap yu hee agar ham se milte rahe
Dekhiye ek din pyar ho jayega
Aisee bate na karo hasin jadugar
Meraa dil teree aankho me kho jayega...

Song Details
Movie
Ek Musafir Ek Hasina
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Raja Mehdi Ali Khan

Other Lyrics from Ek Musafir Ek Hasina

Aap Yun Hi Agar Humse Milte Rahe
Bahut Shukriya Badi Meherbani
Hame Chahe Badnam Kar De
Humko Tumhare Ishq Ne
Main Pyar Ka Rahi Hoon
Mujhe Dekhkar Aapka Muskurana
Phir Tere Shehar Mein
Teree Talash
Tumhe Mohabbat Hai
Udhar Woh Chal Chalte Hain

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Ek Pardesi Mera Dil Le Gaya (Phagun)
Jaago Jaago Savera Hua (Baaz)
Jo Dil Ki Baat Hoti Hai (Baaz)