Saiyan Chhod De Baiyan Meri from Rakhi Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Saiyan chhod de baiyan meri
Patali kalaiyan mud jaayegi
Tera haath na chhodun
Tera saath na chhodun kahaan jaayegi

Saiyan chhod de baiyan meri
Patali kalaiyan mud jaayegi
Tera haath na chhodun
Tera saath na chhodun kahaan jaayegi

Dekho ji dekho kahin dekhe na zamaana
Pyaar hamaara ban jaaye na fasana
Achha nikala hai ye jaane ka bahana
Achha nikala hai ye jaane ka bahana

Saiyan chhod de baiyan meri
Patali kalaiyan mud jaayegi
Tera haath na chhodun
Tera saath na chhodun kahaan jaayegi

Saiyan chhod de baiyan meri
Patali kalaiyan mud jaayegi
Tera haath na chhodun
Tera saath na chhodun kahaan jaayegi

Tum mere kaun ho ye duniya na jaane
Tum mere kaun ho ye duniya na jaane
Apani bala se koi maane ya na maane
Pyaar men itane bhii bano na deewane
Pyaar men itane bhii bano na deewane

Saiyan chhod de baiyan meri
Patali kalaiyan mud jaayegi
Tera haath na chhodun
Tera saath na chhodun kahaan jaayegi

Saiyan chhod de baiyan meri
Patali kalaiyan mud jaayegi
Tera haath na chhodun
Tera saath na chhodun kahaan jaayegi...

Song Details
Movie
Rakhi
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Rakhi

Ae Ishq Teri Jai Ho
Babul Chhut Chala Tera Angna
Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari
Kab Tak Bol Gori Aise
Rakhi Dhagon Ka Tyohar
Saiyan Chhod De Baiyan Meri
Sitaron Aaj To Hum
Ya Meri Manzil Bata

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)