Kab Tak Bol Gori Aise from Rakhi Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Kab tak bol gori
Aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Kab tak bol gori
Aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi

Laya nahi bhaiya
Mera tujhko fasai ke
Laya nahi bhaiya
Mera tujhko fasai ke
Pyar ka har laye
Doliya uthai ke
Pyar ka har laye
Doliya uthai ke
Kab tak rakhegi
Mukhda chhupai ke
Kab tak rakhegi
Mukhda chhupai ke
Aaj nahi to kal
Akhiya milayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Kab tak bol gori
Aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Aur kaha jayegi

Kabhi na satana mere
Bhole bhale veer ko
Kabhi na satana mere
Bhole bhale veer ko
Meri maa ke sapno ki
Iss tasveer ko
Meri maa ke sapno ki
Iss tasveer ko
Char chand lage bhabhi
Teri taqdeer ko
Char chand lage bhabhi
Teri taqdeer ko
Teri nanand sada
Gun tere gayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Kab tak bol gori
Aise sharmayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi
Ab yahi ghar tera
Aur kaha jayegi...

Song Details
Movie
Rakhi
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Rakhi

Ae Ishq Teri Jai Ho
Babul Chhut Chala Tera Angna
Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari
Kab Tak Bol Gori Aise
Rakhi Dhagon Ka Tyohar
Saiyan Chhod De Baiyan Meri
Sitaron Aaj To Hum
Ya Meri Manzil Bata

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)