Achha Bura Jane Khuda from Insaaf Ki Pukar Movie (Various Artists)

Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Iss duniya se kuch humne liya
Iss duniya ko kuch humne diya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya

Kitna bada yeh sara jaha
Chhoti se apni basti yahan
Kitna bada yeh sara jaha
Chhoti se apni basti yahan
Logo si itni kismat kaha
Logo mein hum si himmat kaha
Amreet milana humko magar
Hans ke zaher bhi humne piya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya

Puchho na yeh kya karte hai hum
Kaise kahe such darte hai hum
Puchho na yeh kya karte hai hum
Kaise kahe such darte hai hum
Chhote bade sab insaano ko
Thoda barabar karte hai hum
Thoda amiron se le liya
Thoda garibon ko de diya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Iss duniya se kuch humne liya
Iss duniya ko kuch humne diya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya
Achha bura jaane khuda
Hum se hua jo humne kiya...

Song Details
Movie
Insaaf Ki Pukar
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
BMG Crescendo
Singers
Mohammed Aziz, Mohammed Rafi
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Insaaf Ki Pukar

Aa Aa Mere Dil Jani
Achha Bura Jane Khuda
Pyar Ka Shola Bhadka
Toota Yeh Dil Ka Sheesha
Tune Jaga Diya

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)