Toota Yeh Dil Ka Sheesha from Insaaf Ki Pukar Movie (Various Artists)

Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Aankho se dard barsa
Har zakhm khil gaya hai
Aankho se dard barsa
Har zakhm khil gaya hai
Ab khun mere dil ka
Askon mein mil gaya hai
Kitni kharab hai
Kitni kharab hai
Taqdeer ki kharabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Chaahat ke dushmano ne
Yu mere dil ko toda
Chaahat ke dushmano ne
Yu mere dil ko toda
Sharmo haya ka daman
Meine bhi aaj toda
Yeh logo maaf karna
Yeh logo maaf karna
Yeh meri behisabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Pi pi ke zindagi ko
Pi pi ke zindagi ko
Barbad mein karungi
Barbad mein karungi
Mein chup nahi rahungi
Fariyaad mein karungi
Fariyaad mein karungi
Insaan hu mein koi
Insaan hu mein koi
Kissa nahi kitabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha...

Song Details
Movie
Insaaf Ki Pukar
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
BMG Crescendo
Singers
Anuradha Paudwal
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Insaaf Ki Pukar

Aa Aa Mere Dil Jani
Achha Bura Jane Khuda
Pyar Ka Shola Bhadka
Toota Yeh Dil Ka Sheesha
Tune Jaga Diya

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)