Main Hun Ek Bansuri from Mera Lahoo Movie (Anu Malik)

Josh hai umariya me
Dosh hai kamariya me
Josh hai umariya me
Dosh hai kamariya me
Ghunghre me wad hai
Nachane wala chahiye
Mai hun ek bansuri
Are main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye
Are main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye

Josh hai umariya me
Dosh hai kamariya me
Ghunghre me wad hai
Nachane wala chahiye
Main hun ek bansuri
Are main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye
Are main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye

Phul meri bagiya me
Khile hai bahar ke
Dane jaise bikhre hai
Kabule anar ke
Phul meri bagiya me
Khile hai bahar ke
Dane jaise bikhre hai
Kabule anar ke
Gora gora rup ha iye
Chandan si dhup hai ye
Chandani si dhup me
Chandani si dhup me
Chandani si dhup me
Nahane wala chahiye
Chandani si dhup me
Nahane wala chahiye
Main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye
Are main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye

Botlo ke pani me
Rango ki bahar hai
Mere ang ang me
Sharab ka khumar hai
Botlo ke pani me
Rango ki bahar hai
Mere ang ang me
Sharab ka khumar hai
Jiske dil ke pyas jage
Aake char ghut bhare
Pine wala chahiye
Pine wala chahiye
Pine wala chahiye
Pilane wala chahiye
Pine wala chahiye
Pilane wala chahiye
Main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye
Main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye
Main hun ek bansuri
Bajane wala chahiye…...

Song Details
Movie
Mera Lahoo
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Venus Records
Singers
Alka Yagnik
Lyricist
Kulwant Jani

Other Lyrics from Mera Lahoo

Govinda Tera Kishan Kanhaiya
Lahoo Ka Rang Ek Hai
Main Hun Ek Bansuri
O Janeman
Ye Lo Kagaz Ye Lo Kalam

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)