Tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
O tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Mil hi gaye ho to kah do
Kya dil ka paigam hai
Kahna to kuch bhi nahi hai
Bas chahat ka paigam hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Mil hi gaye ho to kah do
Kya dil ka paigam hai
Aji kahna to kuch bhi nahi hai
Bas chahat ka paigam hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Naam maine apna bataya to
Tujhe ghar ka pata chal jayega
Ghar ka pata chal jate hi
Meri galiyo ke chakkar lagayega
Chakkar mein dal ke humko
Tum pichha chhudne lagi ho
Aankhe ladake humse kyu
Aankhe churane lagi ho
Pyar ki pehli nazar ka
Kaisa ye anzam hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Pata bataoge na apna
Hum kaise tumhe dhund payenge
Aaj mili ho ithifak se
Kal kaise tumhe mil payenge
Thoda tumhe tarsayenge
Phir hum zara paas aayenge
Sache ho tum ya ke jhuthe
Pehle tujhe aazmayenge
Sachi mohabbat ka meri
Kaisa ye inam hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Milti ho duniya ke mele mein
Kabhi milna tum hume akele mein
Milti ho duniya ke mele mein
Kabhi milna hume tum akele mein
Pata hai akele mein tum kya karoge
Bahut der tak ghar pe na jane doge
Karna to kuch bhi nahi hai
Bas shadi ka paigam hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Mil hi gaye ho to kah do
Aji kahna to kuch bhi nahi
Bas shadi ka paigam hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai
Re re tera naam kya hai
O tujhe kaam kya hai...
O Tera Naam Kya Hai |